book-kaise-likhe-how-to-write-book

book kaise likhe / how to wraite book 
book likhne ke tarike







             

       book kaise likhe / how to wraite book    



 book kaise likhe kabhi kisi book ko likhne se pahle ye janana bhot jarori hai .

Ki Ham jis bare main Ham likh rahe hai ushe pahle Ham khud ache se samje or better hai ki Ham ush ko khud apni life main experience kare ushke bad hi Ham ushe khud ache se Samj shakte hai.



Jab Ham khud kisi chij ko ache se Samj late hai .tabhi Ham ush ke bare main dusre ko vo chij wo hi feeling or wo hi bat though ko ache  se Samja shakte hai .



Har inshan ki life main bhot si bate  Shi ghatna gatati hai bhot log ushe bura sapna samj ke bhul jate hai .



Bhot log ushe apne life ka ek bhot bada sabak shikh te hai . bhot log achi bato yado ko or achi shikh ko khushi samj late hai or ushi ko yad kar ke wo apna aj or kal ke bare main shochte hai.



Jo inshan kabhi apni life main kabhi har nahi manta hai .



Or nahi kabhi wo apne life main wo chij ko yad karta hai .



Jo insha apne life ko  or khud  ko acha samjte hai .



Wo hi ek achi book likh shakta hai .



jo pahle khud wo chij ke bare main Jante  hai .ya mahsoos karta hai wo hi wo chij kisi or ko ache se Samja shakta hai .


1. book kaise Likhe





  • book likhne ke liye jo sab se jaruri hota hai 



  • . book likhne ke liye ap ke pass wraiter vala dimag hona  chahiye or most important  ap interested  hona chahiye .


2.book likhne ke liye jo sab se jaruri hai wo book ka taital or book cover.


  •  ye dono chij ap ke book ka values  badhati hai. 
  • bina ek ache cover or tital ke koi samj hi nahi payega ki ap ne apne book main kya likha hai  
  • or ye kis bare main book hai to ye dono tital or cover acha or best hona bhot jaruri hai. 


  1. 3.book likhne ke liye best content hona chahiye .



  • Ek achi boook ke success  ke piche jo sab se badi chij hai jo pathko ko bana ke  rakh ta hai .
  • wo hai.  new content jis log apki book ko padhte rahe  hai. or ap ki book ki kahani se chipke rahte hai. 



4.book ki story main suspens or twist dono hona bhot jaruri hai. 








  • book ki story aishe likhni chahiye ki koi pathak book padhe to ushe aisha lage ki wo jo khuch padh raha hai wo sab ushke akho ke samne ho raha hai. 

  • or story ya book  main and khuch suspens  jarur rakhna chahiye ki log shoch te rahe akhir ish ke bad ish ka kya hua or khuch chote mote sweet twest  bhi dalna chhiye jishse pathak bor na hoye.


5.book likhne main jo sab se jaruri hai ap ka interest.


  •  Har wraiter or jo bhi book likhne ki shoch raha hai ya likh raha hai ushke liye ap ko book likhne ka intrest  bhi hona chahiye ham koi chij ya book jabrjshti nahi kar shakte hai. .


I hope ap ko" book-kaise-likhe-how-to-write-book "pasand  aye and best airtical carection thankfully  for your halpe





Post a Comment

0 Comments