ek naye ache best wraiter kaise banege

ek naye ache best wraiter kaise banege

wraiter kaise bane   

ek acha writer kaise bane

    


 wraiter Ek acha or best wraiter banane ke liye sab se jaruri hota hai . Ki Ham  jo likh rahe hai ya jo shoch rahe hai .

Ushme hame interested hai . Ki nahi Ham ek ache wraiter tabhiyat ban shakte hai.

Jab hame khud  ush chij ko likhe time acha lage tab likh  Ham khuch acha likh shakte hai.

Aise kaha jata hai .ki hame jis chij main interest ho hame wo hi karna chahiye jis main hamari man ho .

wraiter kaise bane


Jis ko karne main acha lage wo hi karna chahiya.

Akasar Aisha lagta hai .ki jab koi kisi field main bhot success ho jata hai .

Ham sab ye hi shochte hai .ki Ham bhi ushko tarah wo hi kam kar ke Ham bhi success ban jaye .

Ek bar ko ham man bhi le ki Charo ush kam main ya ush field main Ham age bhi badh jaye lakin hame anadur se wo khushi nahi milegi. 

Wo khushi or satisfaction nahi milte jo Ham apne interested ke  kam karke hota hai .

article-kaise-likhe-smart-tips-in-hindi



wrater kaise bane .


wraiter banane ke liye ham kya kare kon se bato se ham ek ache wraiter ban shakte hai.

agar ap ko sach do page chsr page dus page likh bhi loge lakin fir ap likhna chod dige kyu ki ap ka man nahi hai .

or agar ap ka wraiting main man lagta hai. to ap puri book bhi.

likh shakte ho h main wraiting pasand bai tabhi ap ko ish line main chahiye kyu ki agar man lo jabrjashti se ap bolte ho nahi main bhi.

likhu ga main bhi wraiting
karuga ao jabrjshti se to ap wraiting kabhi nahi kar pao ge .

or ap ek ache wraiter kabhi nahi ban pao ge khuch char bate jo ek wraiter main hona bhot jaruri hai.


1.lagvage par dhyan de :



wraiter
banane ke liye jo sab se jaruri chij hoti hai ki bhasha par pakad honi chahiye.
 chahe vo koi bhi legvage ho english,

 hindi all any lagvage  but most important  ki ap ki bhasha jish bhasha main ap likh rahe ho wo padhne vale ko itani achi lage ki padhne ke bad wo yeh shoche ki vah sach main kya likha hai.


2.dil se likhe :


wraiter
apne shabdo se jo ek page pe likhta hai vo kahi se dakh kar nahi balki apni ugli main pen ko pakad kar apne dil se nikle vali har bat ko dimag main la kar apne pen se ush page par likhta hai.

 koi bhi wraiter wraiting ko apna fathion apni hoby manta hai likh kar ush ke dil ko shukun milta hai wo anokiy hota hai. koi bhi wraiter ke liye sab se jaruri hai . ki wo jo likhe dil se likhe

3.nayi -nayi bato ko shamne  laye :


Ek ache wraiter ke liye ye bhot jaruri hota hai .
ki eo kabhi bhi koi bhi chijo main apni dil ki or khuch sab se hatke nayi -nayi bato ko hamare shamne laye jish se sab ap ki bato ko ache se samje or ye bhi samj jaye ge ki ao ne ye bat bhot ashan shabdo main likhi hai.


4.apne kam ko samay de :



Agar ap ek bade wraiter banana chahte hai. ao ko apni wraiting ko samay dena padega ap ko bhot likna padega jishse ap ki .

wraiting nikhar ke or better  tarike se sab ke samne aye ish ke liye ap ko apne hobby apne writing ko bhot time dena chahiye.

Ek acha wraiter banane  ke liye kam se kam ye char quality honi hi chahiye

I hope ap  ko" wraiter kaise bane / How to start wraiting - writing strategy " pasand aye thankfuly your halp .

book-kaise-likhe-how-to-write-book

Post a Comment

0 Comments